MAA to janat ka phool hai
Pyar karna uska vasul hai
Dunia ki mohabat fhijul hai
Maa ki har dua Kabul hai
Maa ko naraz karna Insaan teri bhul hai
Jab chalna nahi aata tha
Tab girne nahi dete the log
Jab se sabhala hai kud ko
Kadam kadam par girane ki Sochte hai log
Dil ke dard ko dil torne wale kya jana,
Pyar ki rasmo ke yeh zamane wale kya jane,
Hoti hai kitni taklif kabar ke niche,
Yeh upar se phool charane wale kya jane…
Dard ko na dekhiye dard se
Dard ko bhi dard hota hai
Dard ko bhi zaroorat hai pyar ki
Aakhir pyar mein dard hee toh hamdard hota hai
Mohabbat ke andaz juda juda se hote hai
Kisi ne toot kr chaha or koi chah kr toot gya
Ye jazbat jagati hain tabhi peeta hoon
Aadhi raat k waqt main pagal toh nahi
Teri yaad satati hain tabhi peeta hoon
Es cigarette mein fazeelat toh koi nahi
Ye fikar mitati hain tabhi peeta hoon
Main janta hu muje kuch nahi milna esse
Ye meri umar ghatati h tabhi peeta hoon