SMS 21: Ye aisa msg hai jisey bewakof perhty hen, Nalaek dosron ko forward kartay han,Gedhay delete kartay han, or Pagal save kartay han aap kya karnay waly han,reply
SMS 22: Lamha Lamha waqt guzar jayega… Chund lamhon mein exam aa jayega… Abhi bhi waqt hai, do line parh lo… Warna pass kya MUNNA BHAI karvaye ga??
SMS 24: Taras gaye aapke deedar ko, Dil phir bhi aap k liye dua karta hai, Hum se to acha aap k ghar ka aaina hai, Jo rooz aapko dekha to karta hai…
SMS 25: Ache dost KI 3 NISHANIAN 1) kabhi madarchod phone nai karega 2)gandu hans hans k sms parhe gaaa ge mat parhna 3)Jis kam se roko Bhosrika wahi karega!
SMS 27: Kya kya Tere Naam likhon. . .? “DIL” likhoon k “JAAN” likhoon? Aansu chura k Teri Pyari Aankhon se. . . ! Apni har Khushi Tere Naam Likhoon
SMS 28: 3 chezain hamesha k liye bhula do:1. Dard2. Gham3. Aur Roothna, 3 chezain kabi na bhulana:1. Muskurahat2. Saadgi3. Aur Mujhy.
Duaa.Ye dua hai koe gela nahi mairay dost ye zindagi wo gulab hai jo khila nahi main ye sochti hoon khuda karey tujhey zindagi main wo sab miley jo har kisi ko mila nahi.
SMS 29: “Saans”lane se apki YAAD ati haiYaad ane se meri JAAN jati haiKaise kehdon k sirf SanS se zindgi haiSanS bhi to apki YAAD ke baad ati hai..shai
SMS 30: Hum sochtay hain tumhain kia dain.Tumhari dosti ka jawab kia dain.Suna hay sub say acha tohfa gulab hota hay.Par jo khud gulab hay usay gulab kia dain.
SMS 31: Dil k konay say aik awaz aati hay, Hamain har pal un ki yaad ati hay, Dil pochta hay bar-bar hum say, Jihain hum yaad kertay hain, Kia unhain bhi hamari yaad ati hay?
SMS 32: Nazar Mila ker hum say nazar chura na lena, Dost bun ker hum ko gawan na daina, Mana k hum door hain aap say.., Is baat ko bahana bana ker humain bhula na dena…
SMS 33: Phool gir jate hain, Jab aap ate ho. Phool gir jate hain, Jab aap ate ho. . . . . . Andhe ho! Zara dhayan se hchala karo, Gamlon say kion takrate ho?
SMS 35: Muhabat karne ke leye mazboot dil ki zaroorat hoti hai, lakin agar dil too jay tu sambhalne ke leye mazboot tareen dil ki zaroorat hoti hai
SMS 36: Main shayed wahan nahin pohch saka jehan jana chahta tha, lakin main uss jagah zaroor poohnch geya hon jehan mujhe hona chahye tha